Skip to main content

Posts

Showing posts from October, 2017

bajaj vikrant 15 review

Looks- 1)body ki design bahut attractive hai, is price range me sabre jada unique design hai ,comuter ke sath sath sports bike ka bhi look hai,younger rider ke sath sath aged log bhi acche se ride kar sakte hain 2) bike me INS VIKRANT ke kuch parts use kiye gae hai ,ins vikrant se inspire hai 3) bike ki seat single seat me bhi convert ho jati hai jo ise aur bhi jada attractive banati hai 1) bike ki design bahut hi unique hai ,comuter aur sports bike dono ka experience deti hai ,body ki 4) bike ka logo bahut hi premium hai ,colour bhi bahut accha hai 5) instrument console bahut hi accha hai ,fuel indicator is range ki bikes se alag hai jo ki bahut     attractive lgta hai 6) back look bahut accha hai ,led tail lamp bahut hi attractive lgta hai 7) build quality ,design look bahut attractive hai is range ki bike ke comparsion me ,unique desgin ke  karan logo ka attraction gain karti hai Engine- 150cc four strock single cylinder ,dtsi air cooled power- 11.

Bajaj pulsar rs200review

Looks- - bajaj ki sabse sporty bike hai ,new graphics          design ke sath premium lagti hai -dual projector lam bahut attractive lgta hai - tail lamp bahut jada attractive lgta hai -build quality bahut acchi hai ,bajaj ki pahli fully   fairing bike hai ,indicator ke material bahut   acche hain -instument console bahut accha hai ,digital aur   analog dono hai Engine- 200cc 4strocks single cylinder, liquid cooled engine ,bs4,aho Power_24.5 bhp Torque 18.6nm EVPA syestm - evoportion k karan jo fuel loss hota hai usko reduce krta hai Performance- -Top speed-145 km/h ,mileage 30-35 kmpl -breaking aur controlling bahut acchi hai    Bike me single channel ABS optional bhi hai   ,jiski wajah se breaking bahut acchi hai is   segment ki bikes me - rear tyre wide hone ki wajah se cornering              bahut acchi hai ,bike ki controlling average hai - dekhne m bahut sporty lagti hai ,but ride krne   me itna jada sporty nhi hai . -dusri 200cc ki

Tvs jupiter classic review

look- -unique look milta h windshield aur back rest ke sath. -isme aap ko chrome colour ke rear view mirror milte h, jo ki attractive luk deta h. -is model me instrument console white colour ke milte h ,jbki other jupiter me black colour ke h -jupiter classic ke graphic sticker bhut attractive luk deta h . -rear luk bhi scooter k accha milta h,back rest ke sath. engine- 110cc,air cooled ,single cylinder. power-8ps@7500rpm. torque-8.4nm@5500rpm performance- -top speed-83kmph. mileage-50kmpl. -breaking is gud ,single disc ke sath.and synk break -windshield hone ki wajah se highway me cruising krne ke liye help ho jati h . -seat bhut comfartable h .jupiter ke dusre model se. -external fuel filler milta h  -under seat storage bhi accha h .aur charging ke liye usb port milta h . -suspension bhi improve huye h .front me advance telescopic suspension milta  h. -tubeless tyre. -bike k initial picup best in the segment h. advantages- 1)very

Bajaj pulsar ns160

look- 1)look bilkul similar h 200ns ke.lekin thdi tyre ki widness km h ,aur front disc k diamtr km h. 2)instrument console jyada attractive h campare to other pulsar. 3)graphic sticker jyada attraction gain krte h . 4)muscular fuel tank bike ko 1accha luk deta h . 5)ovrall ns160 k luk one of the best luking 150cc segment bike me h . 6)lekin rear tyre skiny h.campare to other 150cc naked bikes. Engine- 160cc,4strock oil cooled single cylindr engine. Power-15.2bhp.torque 14.6nm Performance- -Top speed-120kmph.mileage- 40-48kmpl -Bike k initial accleration thik thak h .but jaise hi bike k rpm 4000se upr jata h uke baad bhut accha accleration milta h . -breaking iski aur acchi hoti toh jyada sahi hota ,bike me single disc h .agr dual disc bhi option me hota toh breaking aur bttr ho skti thi . -rider comfart accha h .agr aap thda long ride me bhi ja rhe h .toh comfrt thik h .but pillion comfrt aur accha ho skta tha . -suspension is gud,rear me aap

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me

pulsar 200ns bs4 +abs option review

look- 1-new colour scheme jyada attractive hai,older model se. 2-naked sport look,&fuel tank look muscular. 3-instrument console premium lagta h ,aur isme analog and digital dono h,and light blue colour ki h . 4-front luk dusri other naked sport bikes k compare me jyada attractive lgta h . 5-engine protection cowl.bhi isme milta h jo ki older model me nhi tha. 6-new model me main stand bhi milta h . engine- 200cc 4 strock liquid cooled 1 cylinder.bs4 power-23.5ps, torque-18.3nm. carburetor. jaldi hi fuel injection bhi market me aane wala h . performance- 1-top speed-139kmph,mileage-32-36 kmpl. 2-handling bhut aacchi h,long ride me bhi accha comfort h. 3-corner me bhi response accha h ,naked luk aur mono shock suspension setup ki wajajh se . 4-breaking bhi thik h ,ab toh isme ABS bhi option me h .toh breaking best ho gyi h . 5- ab aap ko gear shift bhi smooth milta h ,purane wale model se. 6pickup bhi gud h ,pr best nhi bol skte. ad

bajaj pulsar 220 -2017 review

Looks-   1-graphis 2017 model ke jyada sporty aur attractive h. 2-silencer black colour k dekhne ko mil rha h. 3-instrument consol ki led blue ho gyi h. 4-overall luk jyada attractive and sporty h,purane wale version se. Engine- 220cc 4strock 1-cylinder,oil cooled.bs4 power-20.93 ps @8500 rpm torque-18.55 nm @7000 rpm Performance- top speed-140km/h,mileage-34-38kmpl. pickup is bike k is segment me bhut accha h,aap bol sakte h one of the best pickup bike h. is bike me dual disc h ,pr isme abs nhi h lekin breaking acchi h bhut aaccchi nhi bol skte pr thik h. is bike me corners pe responce average h,ya aap bol skte h ki is segment me other bikes h unka iske campare me jyada accha h. aur is bike ki handling acchi h ,and riding posture bhi accha h mtlb is bike ko aap long ride pe bhi le ja skte h wahi pe is segment me other bikes h unka comfart jyada accha nhi h long ride ke liye avenger ko chhod ke. city me bhi accha response h. Advantages -