Looks-
1-graphis 2017 model ke jyada sporty aur attractive h.
2-silencer black colour k dekhne ko mil rha h.
3-instrument consol ki led blue ho gyi h.
4-overall luk jyada attractive and sporty h,purane wale version se.
Engine-
220cc 4strock 1-cylinder,oil cooled.bs4
power-20.93 ps @8500 rpm
torque-18.55 nm @7000 rpm
Performance-
top speed-140km/h,mileage-34-38kmpl.
pickup is bike k is segment me bhut accha h,aap bol sakte h one of the best pickup bike h.
is bike me dual disc h ,pr isme abs nhi h lekin breaking acchi h bhut aaccchi nhi bol skte pr thik h.
is bike me corners pe responce average h,ya aap bol skte h ki is segment me other bikes h unka iske campare me jyada accha h.
aur is bike ki handling acchi h ,and riding posture bhi accha h mtlb is bike ko aap long ride pe bhi le ja skte h wahi pe is segment me other bikes h unka comfart jyada accha nhi h long ride ke liye avenger ko chhod ke.
city me bhi accha response h.
Advantages-
1-long ride ke liye comfartable h,and stunt ke liye bhi best h.
2-jyada top speed.
3-jitni bhi oil cooled bike h is segment ki sabse accha picup is bike k h.
Disadvantages-
1-vibration hota h jb aap 15000-20000 km chla lete h toh.
2-ground clearance km h jiske wajah se main stand breaker me takrata h.
3-engine relibility km h campare to yamaha,honda,suzuki.
Comments
Post a Comment