Looks-
1)body ki design bahut attractive hai, is price range me sabre jada unique design hai ,comuter ke sath sath sports bike ka bhi look hai,younger rider ke sath sath aged log bhi acche se ride kar sakte hain
2) bike me INS VIKRANT ke kuch parts use kiye gae hai ,ins vikrant se
inspire hai
3) bike ki seat single seat me bhi convert ho jati hai jo ise aur bhi jada attractive banati hai
1) bike ki design bahut hi unique hai ,comuter aur sports bike dono ka experience deti hai ,body ki
4) bike ka logo bahut hi premium hai ,colour bhi bahut accha hai
5) instrument console bahut hi accha hai ,fuel indicator is range ki bikes se alag hai jo ki bahut attractive lgta hai
6) back look bahut accha hai ,led tail lamp bahut hi attractive lgta hai
7) build quality ,design look bahut attractive hai is range ki bike ke comparsion me ,unique desgin ke karan logo ka attraction gain karti hai
Engine-
150cc four strock single cylinder ,dtsi air cooled
power- 11.4 bhp, torque- 13nm
power thodi kam hai
Performance-
milege- 55to60 kmpl , topspeed-90to95 km/h
breaking kafi sahi hai ,sigle disk varient hi hai fir bhi breaking and controling is price range ki bike me sbse acchha hai
riding posture bahut accha hai ,ong ride ke liye bahut comfortable hai,back and hand pain nhi hota
city me bhi ride krne ke liye bahut hi acchi hai,cornering bahut acchi hai
exhaust ka sound bahut accha hai ,road me kafi attraction gain karti hai
Downside-
1) dusri 150cc ki bikes ke comparsion me is bike ka power thoda kam hai
2) tacometer aur engine kill switch nahi hai ,instrument console bhi digital nahi hai
3) gear down shift karne me dikkat aati hai ,thoda sa hard hai
4) bajaj ki dusri bike ke comparsin me is bike ke jo fibre material hai wo acchi quality ke nahi hai
5) pillion seat jada comfortable nahi hai
Comments
Post a Comment