Skip to main content

Posts

Showing posts from November, 2017

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -two option

apache 200 review

Looks-  1) bike ke looks aur body bahut hi acchi hai, race inspired bike hai.  2) instument console fully digital hai , bahut hi attractive lagta hai   3) ye bike fully nacked sport look me hai, jo ki bahut hi jada attractive lagti hai.  4) rider seat aur piilion seat dono bahut acchi hai , bahut comfortable hai long ride ke liye  5) bike ka back look bahut hi attractive hai, LED tale lamp unquie hai. Engine-  197.7 cc four strock single cylinder oil cooled engine  bike ke 2 varient aate hai , 1) carborated version 2) fuel enjected version  power- 20 bhp , torque-18.1 nm Performance- top speed - 145-148 km/hr  , mileage- 40-45 kmpl  pickup bahut accha hai , iski design race inspired design hai jiski wajah se iski controlling babhut acchi hai , bike ki handling bahut acchi hai purani rtr series ke comparision me iska engine jada refined hai -4valve head dual disk ki wajah se breaking acchi hai , vivration nhi hota jada nacked look ki wajah se

apache 180 rtr review

Looks- 1) bike ki build quality bahut hi acchi hai ,comuter aur sports bike dono ka look deti hai 2)graphic design bahut acchi hai ,body me bahut acche tarah se stick hai ,nikalne ke chance bahut     kam hai 3) front ki headlight ki side ki LED bahut accha look deti hai 4) apache 160 ke comparision me iski build quality bahut hi acchi hai 5) instument consule bahut hi accha hai ,semi digital instrument console hai, isme high speed bhi   record ho jati hai 6) indigator ke material jada acchi quality ke nahi hai Engine- 180cc four strock ,single cylinder air cooled  power- 17bhp ,torque-15.5 nm Performance- topspeed- 125 km/hr  ,mileage- 40to45 kmpl bike abs aur non abs dono varient me aati hai, isme dual channel abs ata hai,jo ki iski breaking ko bahut hi effective banata hai, controllig bahut hi acchi hai pickup bahaut hi accha hai bike ka weight thoda kam hone ki wajah se cornering me bahut accha responce milta hai ,iska weight 130kg hai.

tvs apache 160-bs4 review

look- -look accha h bike k. -headlight ki led drl front ke look ko aur attractive luk deta h . -rear luk bhi bike ka accha milta h . -is bike me aap ko semi digital instrument console milta h ,jo ki thik thak information provide krta h . engine- 160cc 4strock air cooled 1 cylinder  carburetor engine. power-15bhp. torque-13nm performance- -top speed-117kmph. mileage-43-48 kmpl -initial picup is bike k best in the segment h . -bike k breaking bhi accha h ,isme dual disc k bhi option milta h . -is bike me 60-70 ki speed me acchi stability rhte h ,agr aap spped increase krte h toh utni stability nhi milti h . -is bike k cornering me bhi response bhi bhut aaccha h ,qki iski body ki design racing ko dhyan me rkh ke ki gyi h .RTR-gear shift bhi smooth h . -overall performance bhut acchi h . advantages- -intial throtel  response sbse accha h  -pilion comfart bhut accha h . -fuel tank capacity 16lt .largest fuel tank . -sport luk k sath .commuter

bajaj avenger 150 street review

look- -cruiser look. -unique look h 100000 rs ke andar. -build quality bhi bhut acchi h. -basic instrument console h .analoge me.and iske instrument consol me aap ko techomtr nhi milega. -agr aap cruiser luk chahte h km price me toh ye 1 single option h . engine- 150cc 4 strock air cooled ,single cylinder engine power-14.4 bhp. torque-12.9nm.bs4. performance- -top speed- 105kmph. mileage-45+ -handling bhut aacchi h .aap ko wide handle milte h iska fayada ye h ki aap ko top speed me acchi stability milti h. -breaking is average. thodi aur improve ho skti thi. -riding posture bhut comfortable h .agr aap long ride me ja rhe h toh aap ko acchi comfort milegi. -cruiser bike ke liye iski performance bhut acchi h . advantages- -cheapest cruiser bike in india. -stability at high speed. -best camfartable bike in the segment.and pillion camfrt bhi accha h . -picup bhut accha h. disadvantages- -rear suspension accha nhi h bad road ke liye. -w