Looks-
1) bike ke looks aur body bahut hi acchi hai, race inspired bike hai.
2) instument console fully digital hai , bahut hi attractive lagta hai
3) ye bike fully nacked sport look me hai, jo ki bahut hi jada attractive lagti hai.
4) rider seat aur piilion seat dono bahut acchi hai , bahut comfortable hai long ride ke liye
Engine-
197.7 cc four strock single cylinder oil cooled engine
bike ke 2 varient aate hai , 1) carborated version 2) fuel enjected version
power- 20 bhp , torque-18.1 nm
Performance-
top speed - 145-148 km/hr , mileage- 40-45 kmpl
pickup bahut accha hai , iski design race inspired design hai jiski wajah se iski controlling babhut acchi hai , bike ki handling bahut acchi hai
purani rtr series ke comparision me iska engine jada refined hai -4valve head
dual disk ki wajah se breaking acchi hai , vivration nhi hota jada
nacked look ki wajah se cornering bhi acchi hai
exhaust ka sound rtr 160 aur rtr 180 se jada attractive hai
Downside-
1) bike ka power other 200cc segment ki bike ke comparision me kam hai
2) bike ke tyre acche nahi hai ,rainy season me slip hone ke chance hai
3) racing bike hote hue bhi bike mw ABS nahi hai
4) bike ka posture jada sporty nahi lgta hai
Comments
Post a Comment