Skip to main content

apache 180 rtr review


Looks-

1) bike ki build quality bahut hi acchi hai ,comuter aur sports bike dono ka look deti hai
2)graphic design bahut acchi hai ,body me bahut acche tarah se stick hai ,nikalne ke chance bahut     kam hai
3) front ki headlight ki side ki LED bahut accha look deti hai
4) apache 160 ke comparision me iski build quality bahut hi acchi hai
5) instument consule bahut hi accha hai ,semi digital instrument console hai, isme high speed bhi   record ho jati hai
6) indigator ke material jada acchi quality ke nahi hai






Engine-

180cc four strock ,single cylinder air cooled 
power- 17bhp ,torque-15.5 nm

Performance-

topspeed- 125 km/hr  ,mileage- 40to45 kmpl
bike abs aur non abs dono varient me aati hai, isme dual channel abs ata hai,jo ki iski breaking ko bahut hi effective banata hai, controllig bahut hi acchi hai
pickup bahaut hi accha hai
bike ka weight thoda kam hone ki wajah se cornering me bahut accha responce milta hai ,iska weight 130kg hai.
riding posture bahut hi accha hai,rider seat aur handle ka gape bahut sahi hai jiski wajah se agar aap long ride pe jate hai to back and hand pain nhi hota
rear suspension bhi acchi comfort provide krta hai,pilion seat bhi acchi hai
bike ka design race inspired design hai,racing time me bahut acchi performance milti hai
exhaust ka sound bhi accha hai

Advantage-

1) ABS option milta hai , low budget me abs provide karati hai
2) is range ki bike sbse acchi performance provide krti hai ,power and torque bhi jada hai
3) bike ki handling bahut acchi hai ,city ke sath sath highways me bhi
4) monotube inverted gastube suspension milta hai , jo ki 5 ways adjustable hai
5) fuel tank capacity 16 ltrs hai ,touring ke liye bahut accha hai

Disadvantage-

1) bike me vibration bahut jada feel hota hai ,front visor aur handle me vibration hota hai
2) rear tyre ki wideness kam hai , jiski wajah se stability kam hai
3) 2 valve head milta hai isi segment ki bike me 4 valve head milta hai , 4 valve high rpm me acchi     performace provide karta hai
4) bike ki maintainance me kami aane ki wajah se bike ka milaege kam ho jata hai

Comments

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -two option

bajaj pulsar 220 -2017 review

Looks-   1-graphis 2017 model ke jyada sporty aur attractive h. 2-silencer black colour k dekhne ko mil rha h. 3-instrument consol ki led blue ho gyi h. 4-overall luk jyada attractive and sporty h,purane wale version se. Engine- 220cc 4strock 1-cylinder,oil cooled.bs4 power-20.93 ps @8500 rpm torque-18.55 nm @7000 rpm Performance- top speed-140km/h,mileage-34-38kmpl. pickup is bike k is segment me bhut accha h,aap bol sakte h one of the best pickup bike h. is bike me dual disc h ,pr isme abs nhi h lekin breaking acchi h bhut aaccchi nhi bol skte pr thik h. is bike me corners pe responce average h,ya aap bol skte h ki is segment me other bikes h unka iske campare me jyada accha h. aur is bike ki handling acchi h ,and riding posture bhi accha h mtlb is bike ko aap long ride pe bhi le ja skte h wahi pe is segment me other bikes h unka comfart jyada accha nhi h long ride ke liye avenger ko chhod ke. city me bhi accha response h. Advantages -