Skip to main content

tvs apache 160-bs4 review

look-

-look accha h bike k.
-headlight ki led drl front ke look ko aur attractive luk deta h .
-rear luk bhi bike ka accha milta h .
-is bike me aap ko semi digital instrument console milta h ,jo ki thik thak information provide krta h .



engine-

160cc 4strock air cooled 1 cylinder  carburetor engine.
power-15bhp. torque-13nm

performance-

-top speed-117kmph. mileage-43-48 kmpl
-initial picup is bike k best in the segment h .
-bike k breaking bhi accha h ,isme dual disc k bhi option milta h .
-is bike me 60-70 ki speed me acchi stability rhte h ,agr aap spped increase krte h toh utni stability nhi milti h .
-is bike k cornering me bhi response bhi bhut aaccha h ,qki iski body ki design racing ko dhyan me rkh ke ki gyi h .RTR-gear shift bhi smooth h .
-overall performance bhut acchi h .

advantages-

-intial throtel  response sbse accha h 
-pilion comfart bhut accha h .
-fuel tank capacity 16lt .largest fuel tank .
-sport luk k sath .commuter ride me bhi comfortable h .

disadvantages-

-vibration bhut h bike me .jb aap rpm 5000 se upr le jate h toh bhut vibration feel hota h .
tyre skid krte h rainy season me .
-top speed me stability nhi milti h .
-instrument console not accurate.

Comments

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -two option

bajaj pulsar 220 -2017 review

Looks-   1-graphis 2017 model ke jyada sporty aur attractive h. 2-silencer black colour k dekhne ko mil rha h. 3-instrument consol ki led blue ho gyi h. 4-overall luk jyada attractive and sporty h,purane wale version se. Engine- 220cc 4strock 1-cylinder,oil cooled.bs4 power-20.93 ps @8500 rpm torque-18.55 nm @7000 rpm Performance- top speed-140km/h,mileage-34-38kmpl. pickup is bike k is segment me bhut accha h,aap bol sakte h one of the best pickup bike h. is bike me dual disc h ,pr isme abs nhi h lekin breaking acchi h bhut aaccchi nhi bol skte pr thik h. is bike me corners pe responce average h,ya aap bol skte h ki is segment me other bikes h unka iske campare me jyada accha h. aur is bike ki handling acchi h ,and riding posture bhi accha h mtlb is bike ko aap long ride pe bhi le ja skte h wahi pe is segment me other bikes h unka comfart jyada accha nhi h long ride ke liye avenger ko chhod ke. city me bhi accha response h. Advantages -