Skip to main content

ktm rc 200

Looks-

1) is price range ki aur 200 cc segment ki sbse sporty look wali bike hai
2) fully faring bike hai
3) bike ka colour aur stickers bahut jyada attractive lagte hain
4) bike ka sbse attractive part dual projector head lamp hai
5) build quality theek thak hai
6) instrument console fully digital hai ,
7) rear look bahut attractive hai , tail lamp bahut accha look deta hai , piche se bhi bahut attractive lagti hai , rear tyre bhi bahut wide hai jiski wajah se aur jada sporty lagti hai
8) exhaust sound public ka attention gain karti hai


Engine-

200cc single cylnder four strock liquid cooled engine , fuel injected system
power- 24.6 bhp
torque- 19.2  nm

Performance-

top speed - 140-145 kmhr
mileage- 25-30 kmpl
stunt ke liye bahut powerfull engine hai
controlling bahut acchi hai
rear suspension monosok suspension hai , front ka inverted front fork suspension hai
handling bhi bahut acchi hai

Disadvantage-

1) long ride ke liye seat bahut uncomfortable hai , hard seat hai , riding posture bhi long ride ke liye accha nahi hai
2) ground clearence thda kam hai
3) fuel tank ki capaciity bs 10 ltrs ki hai
4) clutch thoda sa hard hai
5) maintainence cost thoda sa jada hai  ,accident me bahut jada loss hota hai
6) bike me abs nahi hai , jo ki dikkat kr skta hai

Comments

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -two option

bajaj pulsar 220 -2017 review

Looks-   1-graphis 2017 model ke jyada sporty aur attractive h. 2-silencer black colour k dekhne ko mil rha h. 3-instrument consol ki led blue ho gyi h. 4-overall luk jyada attractive and sporty h,purane wale version se. Engine- 220cc 4strock 1-cylinder,oil cooled.bs4 power-20.93 ps @8500 rpm torque-18.55 nm @7000 rpm Performance- top speed-140km/h,mileage-34-38kmpl. pickup is bike k is segment me bhut accha h,aap bol sakte h one of the best pickup bike h. is bike me dual disc h ,pr isme abs nhi h lekin breaking acchi h bhut aaccchi nhi bol skte pr thik h. is bike me corners pe responce average h,ya aap bol skte h ki is segment me other bikes h unka iske campare me jyada accha h. aur is bike ki handling acchi h ,and riding posture bhi accha h mtlb is bike ko aap long ride pe bhi le ja skte h wahi pe is segment me other bikes h unka comfart jyada accha nhi h long ride ke liye avenger ko chhod ke. city me bhi accha response h. Advantages -