Skip to main content

um renegrade commando review

Looks-

1) new American brand in india
2) bike ka look bahut hi attractive lagta hai  , apne segment ki sbse jada attrcative bike hai , bahut heavy look hai
3) rear ka tyre aur mudgaurd bahut wide hai , jiski wajah se rear look bahut accha hai
4) other is segment ki  cruiser bike ke comparision me iska instrument bahut sari information provide krta hai
5) bike ke colour aur logo bahut attractive hai
6) body heavy hai lekin matreial jada acche nahi hai
7) front look jada khas nahi hai




Engine-

280cc four strock single cylindr liquid cooled engine
power- 26bhp torque- 23nm
power torque bahut accha hai highways ke liye

Performance-

perfomace bahut acchi hai, best cruiser bike hai
mileage - 30-35 kmpl
sbse best iska comfort hai , riding posture aur handling bahut hi acchi hai is segment ki bike ke comparision me
highways ke liye best bike hai , seat ki cusioning bahut jada aur acchi ha
lekin cities me thoda dikkat karti hai kyuki handle bar wide hai aur wheelbase long hai
exhaust ke sound bhi accha hai
highspeed  me bahut acchi stbility hai kyuki wheelbase long hai aur handle wide hai
breaking average hai , jada acchi nahi hai, single disk hai abs bhi nahi hai
pickup cruiser segment ki comparision me bahut accha hai

Disadvantage-

1) abhi is bike ke part nhi milte jada , service network bhi abhi bahut kam hai
2) is bike ki braking jada acchi nahi hai
3) city me ride krne me bahut uncomfotable hai
4) city me ride krte time heating problem hoti hai
5) build quality aur matreial jada acchi quality ke nahi hai , fibre part bhi jada use hai

Comments

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me...

tvs apache 160-bs4 review

look- -look accha h bike k. -headlight ki led drl front ke look ko aur attractive luk deta h . -rear luk bhi bike ka accha milta h . -is bike me aap ko semi digital instrument console milta h ,jo ki thik thak information provide krta h . engine- 160cc 4strock air cooled 1 cylinder  carburetor engine. power-15bhp. torque-13nm performance- -top speed-117kmph. mileage-43-48 kmpl -initial picup is bike k best in the segment h . -bike k breaking bhi accha h ,isme dual disc k bhi option milta h . -is bike me 60-70 ki speed me acchi stability rhte h ,agr aap spped increase krte h toh utni stability nhi milti h . -is bike k cornering me bhi response bhi bhut aaccha h ,qki iski body ki design racing ko dhyan me rkh ke ki gyi h .RTR-gear shift bhi smooth h . -overall performance bhut acchi h . advantages- -intial throtel  response sbse accha h  -pilion comfart bhut accha h . -fuel tank capacity 16lt .largest fuel tank . -sport luk k ...

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -t...