Skip to main content

suzuki acess 125 review

Looks-

1) bahut jada attractive look hai , very stylish look
2) front ka side indicator bahut attractive lagta hai
3) metal aur fibre ki body hai , kuch parts metal ke hain
4) graphics aur logo bahut stylish lagta hai
5) 3 varient me aati hai - drum break , disk break, aur special varient 
6) rear look bhi accha hai , tale light sharp aur attractive lagti hai
7) instrument console digital aur analog dono hai , low fuel indicator , side stand indicator ,etc
8) solid body hai, with attractive look



Engine-

124cc 4strock air cooled single cylinder engine
power- 8.38 @7000rpm
torque- 10.2 @ 5000 rpm

Features-

1) mobile charging slot 
2) dual luggage hook
3) slot for mobile and bottle
4) break lock
5) key shutter push button

Performance-

top speed-
mileage-
is range ki sbse jada comfortable scooter hai
power aur acceleration activa aur jupitar se jada hai
disc varient me bahut acchi breaking hai
tubeless tyre 
engine bahut smooth hai  , activa se smooth chalti hai

Advantage-

1) engine bahut jada smooth hai , bahut smoothly chalti hai
2) bahut comfortable scooter hai
3) power aur torque accha hai

Disadvantage-

1) external fuel filler nahi hai

Comments

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -two option

bajaj pulsar 220 -2017 review

Looks-   1-graphis 2017 model ke jyada sporty aur attractive h. 2-silencer black colour k dekhne ko mil rha h. 3-instrument consol ki led blue ho gyi h. 4-overall luk jyada attractive and sporty h,purane wale version se. Engine- 220cc 4strock 1-cylinder,oil cooled.bs4 power-20.93 ps @8500 rpm torque-18.55 nm @7000 rpm Performance- top speed-140km/h,mileage-34-38kmpl. pickup is bike k is segment me bhut accha h,aap bol sakte h one of the best pickup bike h. is bike me dual disc h ,pr isme abs nhi h lekin breaking acchi h bhut aaccchi nhi bol skte pr thik h. is bike me corners pe responce average h,ya aap bol skte h ki is segment me other bikes h unka iske campare me jyada accha h. aur is bike ki handling acchi h ,and riding posture bhi accha h mtlb is bike ko aap long ride pe bhi le ja skte h wahi pe is segment me other bikes h unka comfart jyada accha nhi h long ride ke liye avenger ko chhod ke. city me bhi accha response h. Advantages -