Skip to main content

suzuki gixxer sf review

Looks-

1) apne segment ki best sporty look wali bike hai , 150 cc segment ki sports bikes ke comparision me
2) body ki build quality theek thak hai
3) rear look bahut sporty lgta hai, tyre wide hai jiski wajah se aur jada sporty lagti hai
4) sbse attractive part is bike ka exhaust hai
5) instrument console fully digital hai
6) front se dekhe to ye bike mini hayabusa lagti hai
7) low budget ki best look provide ,sporty look wali bike hai
8) bike six variant me aati hai


Engine-

155 cc four strock single cylinder air cooled engine
power- 14.59bhp
torque -14nm
bike carborated aur fuel injected dono variant me aati hai

Performance-

mileage- 45kmpl
speed - 125-130 kmhr
 handling bahut achi hai, city ke sath sath highways me bhi acchi handling hai
riding posture accha nahi hai jada fir bhi cornering bahut acchi hai
single disk aur dual disk dono variant me aati hai,and ABS ka bhi option h. breaking bhi acchi hai
throttle respoce aur accelartion bahut accha hai is segment ke comparision me best hai
performance bahut acchi hai

Advantage-

1) 150 cc segment ki sbse jada sporty look wali bike hai
2) fully faring bike ke comparision me is bike ka comfort bahut hi accha hai, long ride ke liye best hai
3) 1 lakh ke andr best performance bike hai
4)  instrument console bahut hi accha hai, bahut sari information show krta hai
5) bike ka mileage bahut accha hai

Disadvantage-

1) air cooling me aati hai ye bike , oil cooling me aati to best hoti, engine heating ki problem km hoti long ride me.
2) headlight acchi nahi hai, light acche se spread nahi hoti
3) pillion uncomfort , rear supension bhi hard hai is liye pillion rider ko dikkat hoti hai
4) fibre quality thdi aur acchi ho skti thi. 
5) gear shift pattern thode hard hai

Comments

  1. Very Nice, Thanks for sharing this information. Read our Suzuki Gixxer SF Review by our experts.

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -two option

bajaj pulsar 220 -2017 review

Looks-   1-graphis 2017 model ke jyada sporty aur attractive h. 2-silencer black colour k dekhne ko mil rha h. 3-instrument consol ki led blue ho gyi h. 4-overall luk jyada attractive and sporty h,purane wale version se. Engine- 220cc 4strock 1-cylinder,oil cooled.bs4 power-20.93 ps @8500 rpm torque-18.55 nm @7000 rpm Performance- top speed-140km/h,mileage-34-38kmpl. pickup is bike k is segment me bhut accha h,aap bol sakte h one of the best pickup bike h. is bike me dual disc h ,pr isme abs nhi h lekin breaking acchi h bhut aaccchi nhi bol skte pr thik h. is bike me corners pe responce average h,ya aap bol skte h ki is segment me other bikes h unka iske campare me jyada accha h. aur is bike ki handling acchi h ,and riding posture bhi accha h mtlb is bike ko aap long ride pe bhi le ja skte h wahi pe is segment me other bikes h unka comfart jyada accha nhi h long ride ke liye avenger ko chhod ke. city me bhi accha response h. Advantages -