Skip to main content

ktm duke 200 review

Looks-

1) nacked sport look 
2) build quality bahut acchi hai , bahut jada attractive look hai ,body me stickers bahut attractive     lagte  hai , colour bhi bahut attractive hai
3) road me attraction gain  karti hai , youngsters me craze hai is bike ka
4) head light aur tale lmap bahut hi unique hai
5) fully digital instrument console , unque design aur bahut sari information deta hai
6) alloy weels ke colour bahut attractive lagte hai
7) bike ka weight 129.5 kg




Engine-

200cc four strock single cylinder liquid cooled engine
fuel injected system engine
power -25 bhp  torque- 19.2 nm

Performance-

top speed - 135-140 kmhr
mileage - 30-35 kmpl
sbse attractive is bike ka exhaust sound hai
riding posture bahut accha hai , sporty feel deta hai ,highways me bhi acchi performance deti hai
bike me abs abhi tk nahi aya hai , fir bhi breaking abhut acchi hai
cornering bahut acchi hai tyre wide hoone ki wajah se  , aur monosoc suspension aur sporty design ki wajah se acchi cornering milti hai
power jada hone ki wajah se racing me accha response milta hai

Advantage-

1) 200 cc bike ke comparision me is bike ka power bahut accha hai
2) exhaust sound bahut attractive hai
3) acceleration bahut accha hai , racing me bahut accha response milta hai
4) bike ki riding posture aur comfort bahut acchi hai
5) is segment me bahut jada attractive look provide karati hai

Disadvantage-

1) bike abhi tak abs me nahi aati hai 
2) radiator ki heat ride karte time direct legs me padti hai
3) pillion seat comfortable nahi hai
4) is segment ki bike ke comparision me top speed thodi si kam hai
5) maintence cost bahut jada hai other 200cc bikes ke comparision me

Comments

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me...

tvs apache 160-bs4 review

look- -look accha h bike k. -headlight ki led drl front ke look ko aur attractive luk deta h . -rear luk bhi bike ka accha milta h . -is bike me aap ko semi digital instrument console milta h ,jo ki thik thak information provide krta h . engine- 160cc 4strock air cooled 1 cylinder  carburetor engine. power-15bhp. torque-13nm performance- -top speed-117kmph. mileage-43-48 kmpl -initial picup is bike k best in the segment h . -bike k breaking bhi accha h ,isme dual disc k bhi option milta h . -is bike me 60-70 ki speed me acchi stability rhte h ,agr aap spped increase krte h toh utni stability nhi milti h . -is bike k cornering me bhi response bhi bhut aaccha h ,qki iski body ki design racing ko dhyan me rkh ke ki gyi h .RTR-gear shift bhi smooth h . -overall performance bhut acchi h . advantages- -intial throtel  response sbse accha h  -pilion comfart bhut accha h . -fuel tank capacity 16lt .largest fuel tank . -sport luk k ...

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -t...