Looks-
1) is price range ki sbse jada sporty look hai,bahut aggrasive look hai
2) fibre body bahut accha look deti hai
3) build quality theek thak hai
4) instrument console semi digital hai,speedometer digital nahi hai
5) riding posture bahut sporty hai
6) front look bahut accha hai, split headlight bahut acchi lagti hai
Engine-
4strock single cylinder liquid cooled engine hai
power- 16.8bhp torque-15nm
150 cc ki best engine wali sports bike hai
Performance-
mileage- 35-40kmpl
top speed - 140kmhr
pickup best hai 150 cc segment ki bikes ke comparsion me
0 to 60 km ki speed 5 to 6 sec me gain kar sakte hain
bracking theek thak hai jada acchi nahi hai , thoda back tyre slip ho jata hai
teliscopic suspension hai jo ki kafi accha mana jata hai
Advantage-
1) best sporty look wali bike hai is price range aur 150 cc segment me
2) riding posture bahut sporty hai, stylish bike hai
3) handling aur cornering bahut hi acchi hai
4) power aur torque 150 segment ke comparision me best hai
5) engine bahut accha hai
6) gear shiting bahut smooth hai
Disadvantage-
1) long ride ke liye riding posture bahut uncompartable hai , seat ki cusining thodi kam hai, pillion rider ke liye comfort nahi hai
3) headlight ki visuabilty baut hi kam hai , highway me high beam light acha response nahi deti
4) yamaha r15 v 2.0 se accha v 3.0 lena sahi rahega
5) highways me accha response nahi deti
3) headlight ki visuabilty baut hi kam hai , highway me high beam light acha response nahi deti
4) yamaha r15 v 2.0 se accha v 3.0 lena sahi rahega
5) highways me accha response nahi deti
Comments
Post a Comment