Skip to main content

yamaha ray zr

Looks-

1)  best sporty look wali scooter hai , model thoda aprilla 150 se inspired hai
2) instrument console analog hai , lekin attractive hai
3) rear look bahut accha hai , tale lamp unique hai
4) handlebar ke switches ki finishing bahut acchi hai
5) graphic stickers bahut premium hai , acchi quality ke hai
6) front look bhi sporty and stylish hai


Engine-

113 cc four strock single cylinder air cooled engine
power- 7.10 bhp  torque- 8.2 nm

Performance-

top speed - 80-90 kmhr
mileage -40to 45 kmpl
 handling aur cornering bahut acchi hai  , corners me bahut accha responce deti hai
top speed me stability bahut acchi hai
intial accleration thoda kam hai
ye scooter drum aur disk dono varient me aati hai 
comfort bhi accha hai , seat ke cusion bhi accche hai

Disadvantage-

1) latest features nahi hai , jaise aajkal bahut sare features milte hai scootres me
2) instrument console me bhi feature kam hai , trip meter bhi nahi hai
3) body puri plastic hai , accident time me damage hone ke chances jada hai
4) is segment me others scooters ke comparision me iska power aur torque kam hai
5) external fuel filler nahi hai

Comments

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me...

tvs apache 160-bs4 review

look- -look accha h bike k. -headlight ki led drl front ke look ko aur attractive luk deta h . -rear luk bhi bike ka accha milta h . -is bike me aap ko semi digital instrument console milta h ,jo ki thik thak information provide krta h . engine- 160cc 4strock air cooled 1 cylinder  carburetor engine. power-15bhp. torque-13nm performance- -top speed-117kmph. mileage-43-48 kmpl -initial picup is bike k best in the segment h . -bike k breaking bhi accha h ,isme dual disc k bhi option milta h . -is bike me 60-70 ki speed me acchi stability rhte h ,agr aap spped increase krte h toh utni stability nhi milti h . -is bike k cornering me bhi response bhi bhut aaccha h ,qki iski body ki design racing ko dhyan me rkh ke ki gyi h .RTR-gear shift bhi smooth h . -overall performance bhut acchi h . advantages- -intial throtel  response sbse accha h  -pilion comfart bhut accha h . -fuel tank capacity 16lt .largest fuel tank . -sport luk k ...

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -t...