Looks-
1) bike ki design aur look bahut hi accha hai ,naked sport look is bike ko is segment ki sbse attractive bike banati hai
2) front ki headlight bahut hi acchi hai
3) instrument console fully digital hai , bahut sari information deta hai
4) bike ki grappic design bahut attractive hai ,stickers bahut acche se body me stick hai
5) bike single ke sath sath double disk varient me bhi aati hai
6) bike ka tale lamp bahut hi unique hai, dur se bhi attractive lgta hai
7) back tyre ki wideness 140mm hai
8) bike ka sbse accha part fuel tank me laga scratchless material hai ,jiski wajah se tank me scratches nahi aa sakte
Engine-
160cc air cooled four strock single cylinder engine . power - 15.6bhp
torque -14.76nm
bahut hi refined engine hai ,BS IV engine
Performance-
mileage- 45kmpl
comby break system breaking ko bahut accha banata hai, agar hum front break lagate hai to uske sath sath back break bhi lgta hai jiski wajah se girne ke chances bahut kam hain
riding posture bahut accha hai log drive ke liye
1 lakhs ke andar one of the best bike hai
top speed - 110-120 km/hr
value for money bike hai
Advantage-
1) honda ki bike hai is liye engine bahut refined hai ,gear box bh smooth hai
2) is segment ki bike ke comparision me power and torque jada hai
3) bike ka accleration aur top speed bhi baki 160 segment ke comparision me jada hai
4) cbs- combi break system
5) is price range me bahut accha look provide karati hai
Disadvantage-
1) Bike me engine kill switch nahi hai
2) engine heating problem
3) cornering me breaking acchi nahi hai, cbs acche se work nahi karta hai
4) headlight ki visualbility acchi nahi hai
5) cornering thodi si weak hai
Sir muze ye puchana he ki
ReplyDeleteLong distance ride ke liye konci bike acchi he hornet 160r or suzuki gixxer 155cc