Skip to main content

yamaha fzs 2.0 review

Looks-

1) nacked sport look
2) bahut hi premium look hai , fuel tank ke material fibre ke hai jiski wajah se thoda weight bhi kam     hai ,
3) fully digital instrument console
4) front look bahut hi accha hai , headlight bhi bahut acchi hai
5) pichli wali fz ke comparision me is wali ka tale lamp jada accha hai



Engine-

149 cc single cylinder air cooled engine
fuel injected system engine ,engine carborated version se jada refined hai
power- 12.9 bhp  ,torque - 12.8nm

Performance-

top speed - 110-115 kmhr
mileage - 45-50kmpl
handling bahut acchi hai , handles wide hone ki wajah se
long ride keliye ke bhi posture bahut accha hai
FI version mileage bhi badha diya hai
gear shift pattern bahut smooth hai

Disadvantage-

1) rider seat thodi choti hai
2) power aur torque dusri 150cc bikes ke comparison me kam hai
3) jada rpm me vibration hota hai engine aur body me bhi

Comments

Popular posts from this blog

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me...

tvs apache 160-bs4 review

look- -look accha h bike k. -headlight ki led drl front ke look ko aur attractive luk deta h . -rear luk bhi bike ka accha milta h . -is bike me aap ko semi digital instrument console milta h ,jo ki thik thak information provide krta h . engine- 160cc 4strock air cooled 1 cylinder  carburetor engine. power-15bhp. torque-13nm performance- -top speed-117kmph. mileage-43-48 kmpl -initial picup is bike k best in the segment h . -bike k breaking bhi accha h ,isme dual disc k bhi option milta h . -is bike me 60-70 ki speed me acchi stability rhte h ,agr aap spped increase krte h toh utni stability nhi milti h . -is bike k cornering me bhi response bhi bhut aaccha h ,qki iski body ki design racing ko dhyan me rkh ke ki gyi h .RTR-gear shift bhi smooth h . -overall performance bhut acchi h . advantages- -intial throtel  response sbse accha h  -pilion comfart bhut accha h . -fuel tank capacity 16lt .largest fuel tank . -sport luk k ...

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -t...