Skip to main content

Posts

Showing posts from 2017

ktm duke 200 review

Looks- 1) nacked sport look  2) build quality bahut acchi hai , bahut jada attractive look hai ,body me stickers bahut attractive     lagte  hai , colour bhi bahut attractive hai 3) road me attraction gain  karti hai , youngsters me craze hai is bike ka 4) head light aur tale lmap bahut hi unique hai 5) fully digital instrument console , unque design aur bahut sari information deta hai 6) alloy weels ke colour bahut attractive lagte hai 7) bike ka weight 129.5 kg Engine- 200cc four strock single cylinder liquid cooled engine fuel injected system engine power -25 bhp  torque- 19.2 nm Performance- top speed - 135-140 kmhr mileage - 30-35 kmpl sbse attractive is bike ka exhaust sound hai riding posture bahut accha hai , sporty feel deta hai ,highways me bhi acchi performance deti hai bike me abs abhi tk nahi aya hai , fir bhi breaking abhut acchi hai cornering bahut acchi hai tyre wide hoone ki wajah se  , aur monosoc suspension aur spo

yamaha fzs 2.0 review

Looks- 1) nacked sport look 2) bahut hi premium look hai , fuel tank ke material fibre ke hai jiski wajah se thoda weight bhi kam     hai , 3) fully digital instrument console 4) front look bahut hi accha hai , headlight bhi bahut acchi hai 5) pichli wali fz ke comparision me is wali ka tale lamp jada accha hai Engine- 149 cc single cylinder air cooled engine fuel injected system engine ,engine carborated version se jada refined hai power- 12.9 bhp  ,torque - 12.8nm Performance- top speed - 110-115 kmhr mileage - 45-50kmpl handling bahut acchi hai , handles wide hone ki wajah se long ride keliye ke bhi posture bahut accha hai FI version mileage bhi badha diya hai gear shift pattern bahut smooth hai Disadvantage- 1) rider seat thodi choti hai 2) power aur torque dusri 150cc bikes ke comparison me kam hai 3) jada rpm me vibration hota hai engine aur body me bhi

yamaha ray zr

Looks- 1)  best sporty look wali scooter hai , model thoda aprilla 150 se inspired hai 2) instrument console analog hai , lekin attractive hai 3) rear look bahut accha hai , tale lamp unique hai 4) handlebar ke switches ki finishing bahut acchi hai 5) graphic stickers bahut premium hai , acchi quality ke hai 6) front look bhi sporty and stylish hai Engine- 113 cc four strock single cylinder air cooled engine power- 7.10 bhp  torque- 8.2 nm Performance- top speed - 80-90 kmhr mileage -40to 45 kmpl  handling aur cornering bahut acchi hai  , corners me bahut accha responce deti hai top speed me stability bahut acchi hai intial accleration thoda kam hai ye scooter drum aur disk dono varient me aati hai  comfort bhi accha hai , seat ke cusion bhi accche hai Disadvantage- 1) latest features nahi hai , jaise aajkal bahut sare features milte hai scootres me 2) instrument console me bhi feature kam hai , trip meter bhi nahi hai 3) body puri

yamaha r15 v2

Looks- 1) is price range ki sbse jada sporty look hai,bahut aggrasive look hai 2) fibre body bahut accha look deti hai 3) build quality theek thak hai 4) instrument console semi digital hai,speedometer digital nahi hai 5) riding posture bahut sporty hai 6) front look bahut accha hai, split headlight bahut acchi lagti hai 7) back ka look aur led tale lamp bhi bahut accha hai Engine- 4strock single cylinder liquid cooled engine hai power- 16.8bhp torque-15nm 150 cc ki best engine wali sports bike hai Performance- mileage- 35-40kmpl top speed - 140kmhr pickup best hai 150 cc segment ki bikes ke comparsion me 0 to 60 km ki speed 5 to 6 sec me gain kar sakte hain bracking theek thak hai jada acchi nahi hai , thoda back tyre slip ho jata hai teliscopic suspension hai jo ki kafi accha mana jata hai Advantage- 1) best sporty look wali bike hai is price range aur 150 cc segment me 2) riding posture bahut sporty hai, stylish bike hai 3) h

suzuki gixxer sf review

Looks- 1) apne segment ki best sporty look wali bike hai , 150 cc segment ki sports bikes ke comparision me 2) body ki build quality theek thak hai 3) rear look bahut sporty lgta hai, tyre wide hai jiski wajah se aur jada sporty lagti hai 4) sbse attractive part is bike ka exhaust hai 5) instrument console fully digital hai 6) front se dekhe to ye bike mini hayabusa lagti hai 7) low budget ki best look provide ,sporty look wali bike hai 8) bike six variant me aati hai Engine- 155 cc four strock single cylinder air cooled engine power- 14.59bhp torque -14nm bike carborated aur fuel injected dono variant me aati hai Performance- mileage- 45kmpl speed - 125-130 kmhr  handling bahut achi hai, city ke sath sath highways me bhi acchi handling hai riding posture accha nahi hai jada fir bhi cornering bahut acchi hai single disk aur dual disk dono variant me aati hai,and ABS ka bhi option h. breaking bhi acchi hai throttle respoce aur accelart

honda cb hornet 160 review

Looks- 1) bike ki design aur look bahut hi accha hai ,naked sport look is bike ko is segment ki sbse attractive       bike banati hai 2) front ki headlight bahut hi acchi hai 3) instrument console fully digital hai , bahut sari information deta hai 4) bike ki grappic design bahut attractive hai ,stickers bahut acche se body me stick hai 5) bike single ke sath sath double disk varient me bhi aati hai 6) bike ka tale lamp bahut hi unique hai, dur se bhi attractive lgta hai 7) back tyre ki wideness 140mm hai 8) bike ka sbse accha part fuel tank me laga scratchless material hai ,jiski wajah se tank me scratches      nahi aa sakte Engine- 160cc air cooled four strock single cylinder engine . power - 15.6bhp torque -14.76nm bahut hi refined engine hai ,BS IV engine Performance- mileage- 45kmpl comby break system breaking ko bahut accha banata hai, agar hum front break lagate hai to uske sath sath back break bhi lgta hai jiski wajah se girne ke chan

hero glamour i3s-2017 review

look- -2017 glamour new look k sath introduce huyi h. -front head light jyada attractive haiolder model ke campare se. -front wisor bhi thda long h ,aur windshield bhi thda long h . -tank k luk bhi sporty ho gya h . -back aur side ka panel bhi change h,aur thda jyada sporty luk deta h . -tail lamp luk more attractive comes with led. -new attractive aloy wheel. -instrument console bhi improve huaa h . Engine- 125cc ,single cylinder air cooled. fuel injected / carburator  power- 11.6bhp @7500 rpm. torque-11nm @6500 rpm. performance- -top speed-100kmph.. mileage-48kmpl-55kmpl. -picup accha hai 125cc segment me. -suspension bhi older version se improve huaa h ,jisse thdi comfort bhi increase huyi h. -seat bhi soft h .but pillion seat utni comfortable nhi h . -break bhi acche h .isme aap ko single disc ka bhi option bhi milta h . -older model me horizontal engine milta tha but ab aap ko inclined engine milta h. advantages- -two option

apache 200 review

Looks-  1) bike ke looks aur body bahut hi acchi hai, race inspired bike hai.  2) instument console fully digital hai , bahut hi attractive lagta hai   3) ye bike fully nacked sport look me hai, jo ki bahut hi jada attractive lagti hai.  4) rider seat aur piilion seat dono bahut acchi hai , bahut comfortable hai long ride ke liye  5) bike ka back look bahut hi attractive hai, LED tale lamp unquie hai. Engine-  197.7 cc four strock single cylinder oil cooled engine  bike ke 2 varient aate hai , 1) carborated version 2) fuel enjected version  power- 20 bhp , torque-18.1 nm Performance- top speed - 145-148 km/hr  , mileage- 40-45 kmpl  pickup bahut accha hai , iski design race inspired design hai jiski wajah se iski controlling babhut acchi hai , bike ki handling bahut acchi hai purani rtr series ke comparision me iska engine jada refined hai -4valve head dual disk ki wajah se breaking acchi hai , vivration nhi hota jada nacked look ki wajah se

apache 180 rtr review

Looks- 1) bike ki build quality bahut hi acchi hai ,comuter aur sports bike dono ka look deti hai 2)graphic design bahut acchi hai ,body me bahut acche tarah se stick hai ,nikalne ke chance bahut     kam hai 3) front ki headlight ki side ki LED bahut accha look deti hai 4) apache 160 ke comparision me iski build quality bahut hi acchi hai 5) instument consule bahut hi accha hai ,semi digital instrument console hai, isme high speed bhi   record ho jati hai 6) indigator ke material jada acchi quality ke nahi hai Engine- 180cc four strock ,single cylinder air cooled  power- 17bhp ,torque-15.5 nm Performance- topspeed- 125 km/hr  ,mileage- 40to45 kmpl bike abs aur non abs dono varient me aati hai, isme dual channel abs ata hai,jo ki iski breaking ko bahut hi effective banata hai, controllig bahut hi acchi hai pickup bahaut hi accha hai bike ka weight thoda kam hone ki wajah se cornering me bahut accha responce milta hai ,iska weight 130kg hai.

tvs apache 160-bs4 review

look- -look accha h bike k. -headlight ki led drl front ke look ko aur attractive luk deta h . -rear luk bhi bike ka accha milta h . -is bike me aap ko semi digital instrument console milta h ,jo ki thik thak information provide krta h . engine- 160cc 4strock air cooled 1 cylinder  carburetor engine. power-15bhp. torque-13nm performance- -top speed-117kmph. mileage-43-48 kmpl -initial picup is bike k best in the segment h . -bike k breaking bhi accha h ,isme dual disc k bhi option milta h . -is bike me 60-70 ki speed me acchi stability rhte h ,agr aap spped increase krte h toh utni stability nhi milti h . -is bike k cornering me bhi response bhi bhut aaccha h ,qki iski body ki design racing ko dhyan me rkh ke ki gyi h .RTR-gear shift bhi smooth h . -overall performance bhut acchi h . advantages- -intial throtel  response sbse accha h  -pilion comfart bhut accha h . -fuel tank capacity 16lt .largest fuel tank . -sport luk k sath .commuter

bajaj avenger 150 street review

look- -cruiser look. -unique look h 100000 rs ke andar. -build quality bhi bhut acchi h. -basic instrument console h .analoge me.and iske instrument consol me aap ko techomtr nhi milega. -agr aap cruiser luk chahte h km price me toh ye 1 single option h . engine- 150cc 4 strock air cooled ,single cylinder engine power-14.4 bhp. torque-12.9nm.bs4. performance- -top speed- 105kmph. mileage-45+ -handling bhut aacchi h .aap ko wide handle milte h iska fayada ye h ki aap ko top speed me acchi stability milti h. -breaking is average. thodi aur improve ho skti thi. -riding posture bhut comfortable h .agr aap long ride me ja rhe h toh aap ko acchi comfort milegi. -cruiser bike ke liye iski performance bhut acchi h . advantages- -cheapest cruiser bike in india. -stability at high speed. -best camfartable bike in the segment.and pillion camfrt bhi accha h . -picup bhut accha h. disadvantages- -rear suspension accha nhi h bad road ke liye. -w

bajaj vikrant 15 review

Looks- 1)body ki design bahut attractive hai, is price range me sabre jada unique design hai ,comuter ke sath sath sports bike ka bhi look hai,younger rider ke sath sath aged log bhi acche se ride kar sakte hain 2) bike me INS VIKRANT ke kuch parts use kiye gae hai ,ins vikrant se inspire hai 3) bike ki seat single seat me bhi convert ho jati hai jo ise aur bhi jada attractive banati hai 1) bike ki design bahut hi unique hai ,comuter aur sports bike dono ka experience deti hai ,body ki 4) bike ka logo bahut hi premium hai ,colour bhi bahut accha hai 5) instrument console bahut hi accha hai ,fuel indicator is range ki bikes se alag hai jo ki bahut     attractive lgta hai 6) back look bahut accha hai ,led tail lamp bahut hi attractive lgta hai 7) build quality ,design look bahut attractive hai is range ki bike ke comparsion me ,unique desgin ke  karan logo ka attraction gain karti hai Engine- 150cc four strock single cylinder ,dtsi air cooled power- 11.

Bajaj pulsar rs200review

Looks- - bajaj ki sabse sporty bike hai ,new graphics          design ke sath premium lagti hai -dual projector lam bahut attractive lgta hai - tail lamp bahut jada attractive lgta hai -build quality bahut acchi hai ,bajaj ki pahli fully   fairing bike hai ,indicator ke material bahut   acche hain -instument console bahut accha hai ,digital aur   analog dono hai Engine- 200cc 4strocks single cylinder, liquid cooled engine ,bs4,aho Power_24.5 bhp Torque 18.6nm EVPA syestm - evoportion k karan jo fuel loss hota hai usko reduce krta hai Performance- -Top speed-145 km/h ,mileage 30-35 kmpl -breaking aur controlling bahut acchi hai    Bike me single channel ABS optional bhi hai   ,jiski wajah se breaking bahut acchi hai is   segment ki bikes me - rear tyre wide hone ki wajah se cornering              bahut acchi hai ,bike ki controlling average hai - dekhne m bahut sporty lagti hai ,but ride krne   me itna jada sporty nhi hai . -dusri 200cc ki

Tvs jupiter classic review

look- -unique look milta h windshield aur back rest ke sath. -isme aap ko chrome colour ke rear view mirror milte h, jo ki attractive luk deta h. -is model me instrument console white colour ke milte h ,jbki other jupiter me black colour ke h -jupiter classic ke graphic sticker bhut attractive luk deta h . -rear luk bhi scooter k accha milta h,back rest ke sath. engine- 110cc,air cooled ,single cylinder. power-8ps@7500rpm. torque-8.4nm@5500rpm performance- -top speed-83kmph. mileage-50kmpl. -breaking is gud ,single disc ke sath.and synk break -windshield hone ki wajah se highway me cruising krne ke liye help ho jati h . -seat bhut comfartable h .jupiter ke dusre model se. -external fuel filler milta h  -under seat storage bhi accha h .aur charging ke liye usb port milta h . -suspension bhi improve huye h .front me advance telescopic suspension milta  h. -tubeless tyre. -bike k initial picup best in the segment h. advantages- 1)very

Bajaj pulsar ns160

look- 1)look bilkul similar h 200ns ke.lekin thdi tyre ki widness km h ,aur front disc k diamtr km h. 2)instrument console jyada attractive h campare to other pulsar. 3)graphic sticker jyada attraction gain krte h . 4)muscular fuel tank bike ko 1accha luk deta h . 5)ovrall ns160 k luk one of the best luking 150cc segment bike me h . 6)lekin rear tyre skiny h.campare to other 150cc naked bikes. Engine- 160cc,4strock oil cooled single cylindr engine. Power-15.2bhp.torque 14.6nm Performance- -Top speed-120kmph.mileage- 40-48kmpl -Bike k initial accleration thik thak h .but jaise hi bike k rpm 4000se upr jata h uke baad bhut accha accleration milta h . -breaking iski aur acchi hoti toh jyada sahi hota ,bike me single disc h .agr dual disc bhi option me hota toh breaking aur bttr ho skti thi . -rider comfart accha h .agr aap thda long ride me bhi ja rhe h .toh comfrt thik h .but pillion comfrt aur accha ho skta tha . -suspension is gud,rear me aap

Royal Enfield classic 350 dual disc review

Look- 1) vintage luk h bike ka. 2) is bike k pura k pura part metallic h ,jo ki accident tym me damage km hota h . 3)bike me fully analog instrument console h .bhut hi basic sa consol h isme aap ko kuch hi information milengi lyk.speed,batrry. 4)ovrall luk premium h .thda differnt luk h .aur attractive lgta h . 5)rear luk bhi aap ko accha milta h is bike me . 6)aur sath hi sath me building material bhi acchi quality ke h . Engine- 350cc,4strock,air cooled engine,bs4 Power-20bhp. Torque-28nm Performance- -top speed-115kmpl. Mileage-32kmpl(ovrall) -bike bhut hi comfrtable h .agr aap long ride me bhi ja rhe h .toh aap ko accha cmfrt provide krti h .aur satth me pilion comfrt bhi accha h . -qb bike k breaking bhi improve huaa h .qki isme ab dual disc k bhi option h .but single disc wale modl ki breaking utni acchi nhi h . -bike 70-90kmph ki speed me bhut stable rhti h . Pr isse jyada speed me vibration bhi bahut hota h. -bike ki cornering me

pulsar 200ns bs4 +abs option review

look- 1-new colour scheme jyada attractive hai,older model se. 2-naked sport look,&fuel tank look muscular. 3-instrument console premium lagta h ,aur isme analog and digital dono h,and light blue colour ki h . 4-front luk dusri other naked sport bikes k compare me jyada attractive lgta h . 5-engine protection cowl.bhi isme milta h jo ki older model me nhi tha. 6-new model me main stand bhi milta h . engine- 200cc 4 strock liquid cooled 1 cylinder.bs4 power-23.5ps, torque-18.3nm. carburetor. jaldi hi fuel injection bhi market me aane wala h . performance- 1-top speed-139kmph,mileage-32-36 kmpl. 2-handling bhut aacchi h,long ride me bhi accha comfort h. 3-corner me bhi response accha h ,naked luk aur mono shock suspension setup ki wajajh se . 4-breaking bhi thik h ,ab toh isme ABS bhi option me h .toh breaking best ho gyi h . 5- ab aap ko gear shift bhi smooth milta h ,purane wale model se. 6pickup bhi gud h ,pr best nhi bol skte. ad